LATAnjali - 105

ai dil merii vafaa me.n
(Anokha Pyar, 1948)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

December 19, 2000



%
\startsong
\stitle{ai dil merii vafaa me.n}
\film{Anokha Pyaar}
\year{1948}
\starring{Dilip Kumar,Nargis,Nalini Jayawant}
\singer{Lata,Ira Nagrath/Meena k.,Ira Nagrath}
\music{Anil Biswas}
\lyrics{shams azimabaadi}
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date:Dec 19,2000
% Credits:
% Editor: Hrishi Dixit
% Comments: LATAnjali, need corrections
%
\printtitle
#indian

La:
ai dil merii vafaa me.n koii asar nahii.n hai
mai.n mar rahii huu.N jin par unako khabar nahii.n hai
ai dil merii vafaa me.n
mere hii dil me.n rahakar mujh par nazar nahii.n hai
ai dil merii vafaa me.n \threedots

Ira:
(dil leke ab kahaa.N hai dil ko churaanevaale) \-2
(aa.Nkho.n se duur kyuu.N hai dil me.n samaanevaale) \-2
koii unhe.n bataae.n mujhako khabar nahii.n hai
ai dil merii vafaa me.n \threedots

La:
uThate hai.n dil ke shole
aa.Nkho.n me.n hai andheraa
mai.n ho ga_ii kisii kii
(koii huaa na meraa) \-3
jo aag idhar lagii hai
vo aag udhar nahii.n hai
ai dil merii vafaa me.n \threedots

Ira:
ab yaad me.n kisii kii
mar mar ke jii rahii huu.N
aa.Nsuu jo aa rahe.n hai.n
aa.Nkho.n me.n pii rahii huu.N
ab yaad me.n kisii kii
mar mar ke jii rahii huu.N
hotii hai ? dil me.n
aur aa.Nkh kar ? rahii hai
ai dil merii vafaa me.n \threedots

%
#endindian
\endsong
%