LATAnjali - 127

ai dard\-e\-jigar mere dard\-e\-jigar
(Parchhaain, 1952)

Posted by: Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

January 12 2001

.

%
\startsong
\stitle{ai dard\-e\-jigar}%
\film{Parchhaai}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram,Jayashree}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Jan 12 2001
% Comments: LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

ai dard\-e\-jigar
mere dard\-e\-jigar

(raat kyuu.N kar kaTii ye tujhe kyaa khabar
 dard\-e\-jigar mere dard\-e\-jigar) \-2

mai.n to jaag rahii thii duniyaa sotii rahii, sotii rahii
ek shabanam ki jo saath rotii rahii, rotii rahii
dekh phuulo.n kii hai patiyaa.N tar\-batar
dard\-e\-jigar \threedots

jazbaa\-e\-dil hai to khud hii chale aae.nge, chale aae.nge
ye musiibat ke din bhii guzar jaaye.nge, guzar jaaye.nge
ham to baiThe rahe.nge yuu.Nh ii umr bhar
dard\-e\-jigar \threedots

%
#endindian
\endsong