.
%
\startsong
\stitle{ulfat ke hai.n kaam niraale}%
\film{Aawaaz}%
\year{1956}%
\starring{Rajendra Kumar,Anwar,Nalini Jaywant,Usha Kiron}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:15 April,2001
% Credits:
% Comments:LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%
hasrat\-o\-yaas ko le kar shab\-e\-Gam aa_ii hai
bhii.D kii bhii.D hai, tanahaa_ii hii tanahaa_ii hai
ulfat ke hai.n kaam niraale
ban ban ke biga.D jaate hai.n
qismat me.n na ho to saathii
mil mil ke bichha.D jaate hai.n
ulfat ke hai.n \threedots
( ummiide.n bhii hai.n ik sapanaa
duniyaa me.n nahii.n kuch apanaa ) \-2
aa.Nsuu hai to bah jaate hai.n
aramaa.n hai to ? jaate hai.n
ulfat ke hai.n \threedots
( aavaaz uThii hai dil se
bedard zamaane sun le ) \-2
kal tuu bhii uja.D jaayegaa
ham aaj uja.D jaate hai.n
ulfat ke hai.n \threedots
%
#endindian
\endsong
%
|