LATAnjali - 166

jaago mohan pyaare
(Jaagte Raho, 1956)

Posted by: Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

April 24 2001

"UVR" wrote in message news:xejbu23lmy11.fsf@usa.net...

> did you notice how both LATA and the
> chorus behind her sing "chaahe yaa na chaay"?
> The actual word *is* 'chaahe', of course, not
> 'chaay' (as in the name of the beverage), but
> this is a perfect example of preposterous
> pronunciation sounding simply sublime! :)

Here's another example,where the word *jag* is used instead of "jaag".

I was surprised that such a great & popular song wasn't in ISB.
My video copy, didn't have the first antara of the song.

For zindagi khwaab hai,the Video had the antaras

ek kataraa maikaa jab, patthar se ho.nTho.n par pa.Daa
and
ek pyaalii bhar ke mai.n ne, Gam ke maare dil ko dii

and the audio had the antaras
dil ne hamase jo kahaa, hamane vaisaa hii kiyaa
and
ek kataraa maikaa jab, patthar se ho.nTho.n par pa.Daa.


%
\startsong
\stitle{jaago mohan pyaare}%
\film{Jaagte Raho}%
\year{1956}%
\starring{Raj Kapoor,Motilal,Nargis,Pradip Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%
%
la:
jaago
ko:
jaago jaago

la:
jab ujiyaaraa chhaaye
man ka andheraa jaaye
kirano.n kii raanii gaaye
jaago he, mere man mohan pyaare

ko:
jaagii re jaagii re jag kaliyaa.n jaagii \-2
jaagii re jaagii re jaagii re
jaagii re jaagii re jag jag

jaago mohan pyaare jaago \-2
nav yug chuume nai.n tihaare
jaago, jaago mohan pyaare

ko:
jaagii jaagii re jag kaliyaan jaagii \-2
jaagii re jaagii re jaagii re
jaagii re jaagii re jag jag

( bhiigii bhiigii a.Nkhiyo.n se musakaaye
  ye naii bhor tohe a.ng lagaaye ) \-2
baahe.n phailaa o dukhiyaare
jaago mohan pyaare \threedots

( jisane man kaa diip jalaayaa
  duniyaa ko usane hii ujalaa paayaa ) \-2
mat rahanaa a.Nkhiyo.n ke sahaare
jaago mohan pyaare \threedots

( kiran parii gagarii chhalakaaye
  jyot kaa pyaasaa pyaas bujhaaye ) \-2
phuul bane man ke a.ngaare
jaago mohan pyaare \threedots

%
#endindian
\endsong
%