LATAnjali - 183
(Maan, 1954) |
Posted by:
Neha Desai
Contributed by:
Neha Desai
Aug 24, 2001
Another Lata gem from the Anil Biswas soundtrack... I am missing one word, in the second stanza. Can someone can please help out.
Movie: MAAN Composer: Anil Biswas Singer: Lata Mangeshkar Lyrics: Year: 1954 guzaraa huaa ulafat kaa zamaanaa yaad karake roye.nge yaad karake roye.nge apanii kahaanii apanaa fasaanaa yaad karake roye.nge yaad karake roye.nge guzaraa huaa ulafat kaa zamaanaa yaad karake roye.nge yaad karake roye.nge jab saawan kii mast ghaTaae.n dhuum machaatii aaye.ngii jab saawan kii mast ghaTaae.n dhuum machaatii aaye.ngii jab koyal kii miiThii taane.n kaano.n me.n bas jaae.ngii ham ek bhuulaa huaa taraanaa yaad karake roye.nge kabhii kabhii jab tumako apane dil kaa dard sunaate the kabhii kabhii kabhii kabhii jab tumako apane dil kaa dard sunaate the pyaar se ****** dekar saajan hamako gale lagaate the wahii pyaar se gale lagaanaa yaad karake roye.nge yaad karake roye.nge guzaraa huaa ulafat kaa zamaanaa yaad karake roye.nge yaad karake roye.nge |