LATAnjali - 201

taare vohii hai.n, chaa.nd vohii hai
(Anmol Ratan, 1950)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Urzung Khan

Feb 2, 2002

My next few posts will feature Sudhir Phadke's compositions.Before that here's a guest post from Urzung Khan.

There was a recent thread on songs with similar starting words. This song resembles the Geeta gem from Parineeta, "chaa.nd hai vahii sitaare.n hai.n vahii".

IIRC there's a song that has a striking resemblance with "na ye chaa.nd
hogaa, na taare rahe.nge".


%
\startsong
\stitle{taare vohii hai.n,chaa.nd vohii hai}%
\film{Anmol Ratan}%
\year{1950}%
\starring{Karan Diwan,Meena Kumari,Nirmala}%
\singer{Lata}%
\music{Vinod}%
\lyrics{D.N.Madhok}%
%
% Contributor: <Urzung Khan>
% Transliterator:
% Date: January 31, 2002
% Credits: Ashok Dhareshwar
% Editor:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%

taare vohii hai.n chaa.nd vohii hai
haa_e magar vo raat nahii.n
haa_e,taare vohii hai.n
(mai.n bhii vohii huu.n tum bhii vohii ho)\2
haa_e magar vo baat nahii.n
taare vohii hai.n

jo mai.n jaanti dil deke dukhii honaa hai
ye priit sadaa kaa ronaa hai
(naa meraa dil bhaTaktaa naa mai.n aap bhaTaktii)\2
band zubaa.n (mai.n kahaa.n vo kahaa.n)\2
ab milane kii ko_ii baat nahii.n
haa_e vo raat nahii.n
haa_e, taare vohii hai.n

aa.nkho.n me.n aa.nsuu lab pe haa_e
ye ham unase lekar aa_e
(haar ga_e ham payaar kii baazii)\2
dil ne aise khel khilaa_e
band zubaa.n (mai.n kahaa.n vo kahaa.n)\2
ab milane kii ko_ii baat nahii.n
haa_e vo raat nahii.n
taare vohii hai.n, chaa.nd vohii hai
haa_e magar vo raat nahii.n
haa_e, taare vohii hai.n

%
#endindian
\endsong
%