LATAnjali - 206

a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar
(Bahu, 1955)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

Mar 25, 2002

In these three songs I was talking about in LATAnjali 205,
.palkan ki paalki
.ang ang men umang
.sitaaron chaand se kahdo
two have already been posted. Here's the third one.

This is one of Hemant Kumar's best compositions.It is very much unlike
his trademark soft melodies.The tabla beats wud give CR a run for his money. The way Lata says "zaraa idhar, zaraa idhar" is very cute.

The orchestration is very lively as compared to the gentleness of "sitaaron chaad se kahdo". Ofcourse the words also portray this contrast "baj rahe hai.n dil ke taar" against "milan kii raat dhiire se".


%
\startsong
\stitle{a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar}%
\film{Bahu}%
\year{1955}%
\starring{Usha Kiran, Karan Diwan}%
\singer{Lata}%
\music{Hemant Kumar}%
\lyrics{S.H Bihari}%
%
%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
%Date:March 23, 2002
\printtitle
#indian
%
aa~
(a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar)\-2
pyaarii pyaarii raat me.n baj rahe hai.n dil ke taar
a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar
pyaarii pyaarii raat me.n baj rahe hai.n dil ke taar
a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar

(luTaa rahii hai raat aaj, dono.n haath se khushii)\-3
(machal machal ke keh rahii hai har taraf se zi.ndagii)\-2
aisii raat phir kahaa.N jo kar de dil ko bekaraar
a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar

(chamak pe aaj hus.n kii, bahak rahii hai har nazar)\-2
(pukaarataa hai har koii, zaraa idhar zaraa idhar)\-2
dekh dekh jal rahe hai.n diip ruup kaa si.ngaar
a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar
pyaarii pyaarii raat me.n baj rahe hai.n dil ke taar
a.ng a.ng me.n uma.ng chaaro.n or hai bahaar

%
#endindian
\endsong
%