LATAnjali - 211

aayii bahaar aayii, aayii bahaar
(Aarzoo, 1950)

Posted by:  Arunabha Roy
Contributed by: Arunabha Roy

April 25, 2002


%
\startsong
\stitle{aayii bahaar aayii, aayii bahaar}%
\film{Aarzoo}%
\year{1950}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lata Mangeshkar, chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhawan}%
%
% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Comments : LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
ko : aayii bahaar aayii, aayii bahaar \-2
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa, jiyaa Dole moraa, jiyaa Dole re
ko : jiyaa Dole re
la : jaagaa hai pyaar man bole moraa, man bole moraa, man bole re
ko : man bole re
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa \threedots

la : kaise kahuu.N rii haay man kii batiyaa.N
dha.Dake jiyaa moraa, pha.Dake akhiyaa.N \-2
ko : aa~aa~
la : ko_ii nainan ko bhaayaa morii Dol gayii kaayaa \-2
ko : Dol gayii Dol gayii Dol gayii re \-2
la : ko_ii man me.n samaayaa haule haule re
ko : haule haule re
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa \threedots

la : saavan aayaa rii sakhii dhuum machaataa sakhii dhuum machaataa \-2
rimajhim rimajhim rimajhim gaataa \-2
ko : rimajhim rimajhim, rimajhim rimajhim \-2
la : karo solah si.ngaar chalo saajan ke dvaar \-2
dhiire dhiire, dhiire
dhiire ghuu.NghaT paT khole re
jaagaa hai pyaar man bole meraa
jaagaa hai pyaar man bole meraa, man bole meraa, man bole re
ko : man bole re
la : aayii bahaar jiyaa Dole moraa \threedots
%
#endindian
\endsong
%