LATAnjali - 247

saajan kii galiyaa.N chho.D chale
(Baazaar, 1949)

Posted by:  Neha Desai
Contributed by: Neha Desai

Dec 12, 2002


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{saajan kii galiyaa.N chho.D chale}%
\film{Baazaar}%
\year{1949}%
\starring{Nigar, Shyam}%
\singer{Lata Mangeshkar}%
\music{Shyam Sunder}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%
%
% Audio On: Lata Mangeshkar: Nightingale of India
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai
% Date: Dec 12, 2002
% Series: LATAnjali
% Comments: The 2 CD set was released as "special edition on receiving
Padma Vibhushan" by RPG/HMV
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%
saajan kii galiyaa.N chho.D chale
dil royaa aa.Nsuu beh naa sake
ye jiinaa bhii koii jiinaa hai
ham unako apanaa keh naa sake
saajan kii galiyaa.N

jab unase bichha.D kar aane lage
jab unase bichha.D kar aane lage
ruk ruk ke chale chal chal ke ruke
lab kaa.Npe aa.Nkhe.n bhar aayii
kuchh kehanaa chaahaa keh naa sake
saajan kii galiyaa.N chho.D chale
dil royaa aa.Nsuu beh naa sake
saajan kii galiyaa.N

unake liye unako chho.D diyaa
khud apane dil ko to.D diyaa
ham unake dil me.n rehate the
unake qadamo.n me.n reh naa sake
saajan kii galiyaa.N chhoD chale
dil royaa aa.Nsuu beh naa sake
saajan kii galiyaa.N

saajan hai.n wahaa.N aur ham hai.n yahaa.N
aise dil ko le jaaye.n kahaa.N
jo paas bhii unake reh naa sake
aur dard\-e\-judaaii seh naa sake
saajan kii galiyaa.N chho.D chale
dil royaa aa.Nsuu beh naa sake
saajan kii galiyaa.N
%
#endindian
\endsong