LATAnjali - 288

chhupaa chhupii, o chhupii
(Savera, 1958)

Posted by:  Dhananjay Naniwadekar
Contributed by: Dhananjay Naniwadekar

Mar 21, 2003


%
\startsong
\stitle{chhupaa chhupii, o chhupii}%
\film{Savera}%
\year{1958}%
\starring{Ashok Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Lata, Manna Dey, chorus}%
\music{Sailesh}%
\lyrics{Shailendra}%
%
% Contributor : Satish Kalra
% Date : 3/21/2003
% Credits : Naniwadekar
% Comments : LATAanjali Series
%
\printtitle
#indian
%


lataa : chhuppaa chhuppii, o chhuppii, aaga.D baaga.D jaaii re
chuuhe maamaa, o maamaa, bhaag, billii aa_ii re
koras : chhuppaa chhuppii, o chhuppii, aaga.D baaga.D jaaii re
chuuhe maamaa, o maamaa, bhaag, billii aa_ii re
mannaa : billii bolii myaa.Nv kaahe ghabaraa_o
mai.n to chalii kaashii gale mil jaa_o
lataa : o chhuppaa chhuppii \threedots
koras : lallalalla lallallaa \threedots
mannaa : bam bam bam bam bamabam bam \threedots myaa.Nv \threedots


lataa : mat ham ko banaa arii mausii
tere dil me.n zaruur hai kaalaa
koras : mat ham ko banaa arii mausii
tere dil me.n zaruur hai kaalaa
lataa : kisii aur ko dikhalaa jaake
ye jog ye ka.nThii maalaa
koras : kisii aur ko dikhalaa jaake
ye jog ye ka.nThii maalaa
mannaa : raam kaa naam lo aa.Nkh se kaam lo
raam kaa naam lo aa.nkh se kaam lo
kal jo huaa thaa bhuul jaao bhuul jaao
lataa : chhuppaa chhuppii \threedots


mannaa : mai.n to raam kii jogan apanaa
paralok sudhaaran jaa_uu.N
aaKir to buDhaapaa Thaharaa
ab lauT ke aa_uu.N na aa_uu.N
lataa : daa.nt bhii tez tere pa.nje bhii tez hai.n
daa.nt bhii tez tere pa.nje bhii tez hai.n
man me.n wahii hai daav lage to lagaa_o
lataa : chhuppaa chhuppii \threedots


%
#endindian
\endsong
%