LATAnjali - 296
(Kaafila, 1952) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
May 25, 2003
Almost 2 years back I had posted the lyrcis of a masterpiece from kaafila, laharon se puuch lo, by Lata & Kishore. I am now revisiting this soundtrack and covering an equally captivating song.The way lata negotiates the high pitched lines in the last antaraa and returns to the low pitched mode with the lines "sukh suhaag ka gahanaa" is mind boggling.
% \startsong \stitle{aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa}% \film{Kaafila}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar, Nalini Jayawant, Motilal}% \singer{Lata}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Brajendra Gaud}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:May 25, 2003 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % (aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa)\-2 (apanaa dard kisii se na kahanaa)\-2 aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa dil kaa lahuu jab aa.Nkho.n me.n aaye aa.Nsuu banakar Dhalakaa jaaye (log lahuu ko paanii samajhe)\-2 tum palako.n me.n chhupake rahanaa aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa apanaa dard kisii se na kahanaa aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa priit ke sapane, sapanaa ho gaye maut kii nii.nd me.n aramaan so gaye angaaro.n kii maalaa pahanuu.N luT gayaa sukh suhaag kaa gahanaa aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa apanaa dard kisii se na kahanaa aa.Nsuu ab tum kabhii na bahanaa % #endindian \endsong % |