My
second favorite song from 'aagosh' is this gorgeous lata/sudha duet. I
love this combination of singers since almost every duet I have heard is
excellent. I love the way Sudha sings 'hans hans jadoo....' Lata is her
usual self and, as usual, she sings the female part in the song. The Radha/Krishna
motif was very common in the songs of the golden era. This would make a
good quiz topic:-)
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{baa.nsuriya kaahe bajaa_ii}%
\film{aagosh}%
\year{1953}%
\starring{nasir khan, nutan}%
\singer{lata mangeshkar,sudha malhotra}%
\music{roshan}%
\lyrics{}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator:
% Date: July 2, 1999
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
Lata:
baa.nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa
nahii.n jaaye re
Sudha:
miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa
nahii.n jaaye re
Lata:
baa.nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa
nahii.n jaaye re
Lata:
jaane anjaane jab mukh pe kisii ke aaye teraa
naam, teraa naam
jaane anjaane
sar se sarak jaaye chunarii sahelii kare badanaam,
badanaam
hove re hamarii jagat ha.nsaa_ii re kaanhaa
baa.nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune rahaa
nahii.n jaaye re
Sudha:
miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa
nahii.n jaaye re
Sudha:
ha.ns ha.ns jaaduu kar jaave.n do nain tere,
nain tere
ye do nain tere
tum it jaavo ut jaave.n do nain mere, nain
mere
ye do nain mere
ho ga_ii hamarii ni.ndiyaa paraa_ii ho raadha
miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa
nahii.n jaaye re
Lata:
baa.nsuriya kaahe bajaa_ii bin sune rahaa nahii.n
jaaye re
Lata:
chhoDo chhoDo hamarii bain bihaarii hame.n
chheDo naa, chheDo naa
Sudha:
batiyaa.n banaake
batiyaa.n banaake hame.n apanaa banaake mukh
phero naa, phero naa
prem Dagariyaa baDii dukhadaa_ii re \threedots
Lata:
kaanhaa baa.nsuriyaa kaahe bajaa_ii bin sune
rahaa nahii.n jaaye re
Sudha:
miiThii nazar kaahe milaa_ii bin dekhe rahaa
nahii.n jaaye re
Lata:
bin sune rahaa nahii.n jaaye re
Sudha:
o bin dekhe rahaa nahii.n jaaye re
%
#endindian
\endsong
|