A
lovely duet with Talat - very nice, intimate interaction of male and female
voices.
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{tere saath chal rahe hai.n}%
\film{angaare (1954)}%
\starring{nargis, nasir khan}%
\singer{lata mangeshkar, talat mahmood}%
\music{s d burman}%
\lyrics{sahir ludhianvi}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: October 04, 1999
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
Talat: mitavaa mitavaa
Lata: mitavaa o mitavaa
T: tere saath chal rahe hai.n ye zamii.n chaa.nd taare
L: ye zamii.n ye chaa.nd taare terii ik nazar pe
vaare
T: tere saath chal rahe hai.n ye zamee.n chaa.nd
taare
L: ye zamii.n ye chaa.nd taare terii ik nazar pe
vaare
T: mere lab pe aate aate ko_ii baat rah gayii hai
L: mai.n chalii huu.n merii duniyaa tere saath rah
gayii hai
T: mere lab pe aate aate ko_ii baat rah gayii hai
L: mai.n basii huu.n tere dil me.n mujhe kis liye
pukaare
T: tere saath chal rahe hai.n ye zamii.n chaa.nd taare
L: ye zamee.n ye chaa.nd taare terii ik nazar pe
vaare
T: merii zi.ndagii bhii tuu hai, merii aarazuu bhii
tuu hai
L: mai.n wo phuul huu.n ke jisame teraa ra.ng terii
buu hai
T: merii zi.ndagii bhii tuu hai, merii aarazuu bhii
tuu hai
L: merii zi.ndagii hai zi.ndaa terii yaad ke sahaare
T: tere saath chal rahe hai.n ye zamii.n chaa.nd taare
L: ye zamii.n ye chaa.nd taare terii ik nazar pe
vaare
T: tere saath chal rahe hai.n ye zamii.n chaa.nd
taare
L: ye zamii.n ye chaa.nd taare terii ik nazar pe
vaare
%
#endindian
\endsong
|