LATAnjali - 48: nainan  me.n barsaat ...

Posted by: Neha Desai
Contributed by: Neha Desai

10/08/99


Another lovely song, in _the_ lovely voice:). Pstats needed for this one too..


% ITRANS Song # 

\startsong 
\stitle{nainan me.n barasaat man me.n ..}% 
\film{nand kishore (1951)}% 
\starring{}% 
\singer{lata mangeshkar}% 
\music{snehal bhatkar}% 
\lyrics{pt narendra sharma}% 

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit 
% Date: October 08, 1999 
% Credits: 
% Editor: 
% Comments: LATAnjali series 

\printtitle 
#indian 

nainan me.n barasaat man me.n kaajal kaalii raat
nainan me.n barasaat man me.n kaajal kaalii raat
a.ndhakaar hii a.ndhakaar hai diwas rain ban jaat
a.ndhakaar hii a.ndhakaar hai diwas rain ban jaat
nainan me.n barsaat man me.n kaajal kaalii raat

ho~~ooo~~oo~oo~o~oo~~o~~o
priit karuu.n yaa riit nibhaa_uu.n..
priit karuu.n yaa riit nibhaa_uu.n..
man kii sunu ya tan kii
maaTii kii maalaa dekhuu.n yaa shobhaa man madhuban ki
shobhaa man madhuban kii
praaNo.n kaa ha.nsa vyaakul hai
birahaa sahaa nahii.n jaat
praaNo.n ka ha.nsa vyaakul hai
birahaa sahaa nahii.n jaat
nainan me.n barsaat man me.n kaajal kaalii raat..

ho~~ooo~~oo~oo~o~o
ek aur dekhe.nge naate alakh duusarii aur
a.nkhiyaa.n chandra chakor banii hai
chandaa nand kishore
chandaa nand kishore
a.nsuan me.n zarate a.ngaare
dukh nahii.n nain samaat
a.nsuan me.n zarate a.ngaare
dukh nahii.n nain samaat
nainan me.n barsaat man me.n kaajal kaalii raat
  

#endindian 
\endsong