| For
the 50th LATAnjali, I had to take a special song. This is one of my all-time
favorites of Lata(maybe I would put in her top 25 songs) and anyone who
has heard this song will agree that Lata sounds absolutely divine in this:).
A very upbeat song with the tabla beats that would make CR sit up and take
notice.
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{aa.nsuuo.n kii chha.nv me.n bhii}%
\film{parichay}%
\starring{}%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{sailesh mukherjee}%
\lyrics{}%
%
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: October 11, 1999
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le
aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le
chup bhii Gam kii god me.n palataa hai
chup bhii Gam kii god me.n palataa hai
Duub bhii suraj phir nikalataa hai
mausam badalataa hai
ban jaayegii bigaDii hu_ii baat bhii matawaale
aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le
giit khaamoshii kaa suhaanaa hai
giit khaamoshii kaa suhaanaa hai
har dhaDakan ek shoK taraanaa hai
maasuum fasaanaa hai
sun le zaraa dil kii sadaa are o bhole bhaale
aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le
aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le
%
#endindian
\endsong
|