LATAnjali - 80

prabhuu tumhii prakaash do
(Jai Chittod, 19??)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

April 27, 2000

I will be posting some of my personal favourites, this one from Jai Chittod.The name of the movie suggests that it is a historic one.Can anybody give the context of the song in the movie ?



% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{prabhu tumhii prakash do}%
\film{Jai Chittod}%
\year{?}%
\starring{?}%
\singer{Lata}%
\music{S N Tripathi}%
\lyrics{Bharat Vyas}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date: Apr 27, 2000
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%

prabhuu tumhii prakaash do
saa.njh ho gayii prabhuu tumhii prakaash do
prakaash do
prakaash do
zi.ndagii kii naav ye liye hame.n jidhar chalii
raah dHuu.NDhatii huii bha.Nvar me.n aaj ghir chalii

jhilamilaa rahaa hR^iday nayan kii putaliyaa.n hilii
aa.Nsuuo.n kii dhaar aaj baadalo.n se jhar chalii
bhiikh maa.Ngate nayan
bhiikh maa.Ngate nayan inhe.n suhaas do
is niraash kaa.Npate hR^iday ko aash do
prabhuu tumhii prakaash do

milaa kahii.n na chain hai kaTii kahii.n na rain hai
siva ? ke aaj tak sune na madhur ?
bujhaa huaa prakaash de to paa.Nv la.DakHa.Daa rahe.n
kuch bhii suujhataa nahii.n a.ndhere aise chhaa rahe.n
praan ye pukaarate
praan ye pukaarate tumhii vikaas do
is niraash kaa.Npate hR^iday ko aash do
prabhuu tumhii prakaash do

%
#endindian
\endsong