LATAnjali - 118

bahaare.n phir bhii aaye.ngii
(Lahore, 1949)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

December 30, 2000

.


%
\startsong
\stitle{bahaare.n phir bhii aaye.ngii}%
\film{Lahore}%
\year{1949}%
\starring{Karan Divan, Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Shyam Sundar}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Dec 30 2000
% Credits:
% Comments: LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

nazar se duur jaanevaale
dil se duur na karanaa
mere aankho.n ko rone par 
kahii.n majabuur na karanaa

bahaare.n phir bhii aaye.ngii 
magar ham tum judaa ho.nge
ghaTaae.n phii bhii chhaaye.ngii 
magar ham tum judaa ho.nge
bahaare.n \threedots

jahaa.N chhup chhup ke ham milate
jahaa.N chhup chhup ke ham milate the saajan 
vo ghadii hamako ishaaro.n se bulaayegii 
magar ham tum judaa ho.nge
bahaare.n \threedots

sandesaa pyaar kaa laayegii  
saavan kii javaa.N raate.n
pavan jhuule jhulaayegii 
magar ham tum judaa ho.nge

bahaare.n phir bhii aaye.ngii 
magar ham tum judaa ho.nge
bahaare.n

jahaa.N chhup chhup ke ham milate the saajan 
vo gha.Dii hamako ishaaro.n se bulaayegii 
magar ham tum judaa ho.nge
bahaare.n \threedots

%
#endindian
\endsong
%