LATAnjali - 119

duniyaa hamaare pyaar kii
(Lahore, 1949)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

January 03, 2001

.


%
\startsong
\stitle{duniyaa hamaare pyaar kii}%
\film{Lahore}%
\year{1949}%
\starring{Karan Divan, Nargis}%
\singer{Lata, Karan Divan}%
\music{Shyam Sundar}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Jan 03 2001
% Credits:
% Comments: LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

ka:
duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe
la:
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe
ka:
duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe
la:
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

la:
do din kii zi.ndagii hai ise yuu.N guzaar de  \-2
uja.Dii huii ye pyaar kii raahe.n sa.nvaar de  \-2
ham tum yahaa.N rahe.n naa rahe.n is kaa Gam nahii.n
lekin hamaare pyaar kaa baaqii nishaa.N rahe
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

ka:
duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe
la:
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

ka:
duniyaa men chho.D jaaye.nge ham vo nishaaniyaa.N  \-2
ban jaaye.ngii jo pyaar kii miiThii kahaaniyaa.N  \-2
ka,la:
duniyaa hamaare baad hame yuu.N karegii yaad
do pyaar karanevaale hai.n par ek jaa.N rahe
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe
duniyaa hamaare pyaar kii

%
#endindian
\endsong
%