LATAnjali - 120

us dil kii qismat kyaa kahiye
(Lahore, 1949)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

January 04, 2001

.


%
\startsong
\stitle{us dil kii qismat kyaa kahiye}%
\film{Lahore}%
\year{1949}%
\starring{Karan Divan, Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Shyam Sundar}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Jan 04 2001
% Credits:
% Comments: LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

us dil kii qismat kyaa kahiye
us dil kii qismat kyaa kahiye
jis dil kaa sahaaraa koii nahii.n

bedard zamaane kyaa terii
(bedard zamaane kyaa terii mahafil me.n
 hamaaraa koii nahii.n)  \-2
bedard zamaane

is Gam kii raat ke aa.Nchal me.n
vaise to hazaaro.n taare hai.n
vaise to hazaaro.n taare hai.n 
ban jaaye jo aas musaafir kii
ban jaaye jo aas musaafir kii 
aisaa hii sitaaraa koii nahii.n
bedard zamaane \threedots

ulfat ke chaman me.n ai naadaa.n
ulfat ke chaman me.n ai naadaa.n 
kyuu.N Dhuu.NDh rahaa hai kaliyo.n ko
yahaa.N Gam ke kaa.NTe ugate hai.n
yahaa.N Gam ke kaa.NTe ugate hai.n 
phuulo.n kaa nazaaraa koii nahii.n
bedard zamaane \threedots

%
#endindian
\endsong
%