Posting
this song as a tribute to master composer Ramachandra Chitalkar.
%
\startsong
\stitle{havaa hai sard sard }%
\film{Shatranj}%
\year{1956}%
\starring{Ashok Kumar,Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Jan 05 2001
% Credits :
% Comments: LATAnjali, two versions of the song combined into one
here
\printtitle
#indian
%
havaa hai sard sard aur dil me.n bhii hai dard
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa
mausam kaa ra.ng hai ajiib
bulbul ke phuul hai kariib
aaye bahaar ke qadam
jaagaa hai baaG kaa nasiib
sunake ghaTaa kaa shor
ja.ngal me.n naachaa mor
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa
havaa hai sard sard \threedots
shaaKe.n sa.nvar sa.nvar gayii
kaliyaa.n nikar nikar gayii
dekhaa samaa jhulaa jhulaa
nazare.n jidhar jidhar gayii
kaisaa ajab hai ra.ng
bhiigaa hai a.ng a.ng
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa
havaa hai sard sard \threedots
Tha.NDii havaa ke saath saath
dil me.n ye aa rahii hai baat
jaa_uu.N yahaa.n se duur duur
haatho.n me.n leke unakaa haath
machalaa huaa hai dil
aise me.n aake mil
barasii hai kahii.n aaj ghaTaa
havaa hai sard sard \threedots
%
#endindian
\endsong
%
|