.
%
\startsong
\stitle{Duub jaaye jo qismat kaa taaraa}%
\film{Parchhaai.n}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram,Jayashree}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Jan 23 2001
% Comments: LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%
Duub jaaye
(Duub jaaye jo qismat kaa taaraa
koii hotaa nahii.n phir sahaaraa) \-2
Duub jaaye
o~ chaa.Nd suuraj ho roshan hame.n kyaa
o~ koii phuulaa ho gulashan hame.n kyaa
ik samaadhii hai jiivan hamaaraa
koii hotaa nahii.n phir sahaaraa
Duub jaaye \threedots
aisaa ulajhaa hai kaa.NTo.n me.n daaman
apanii parachhai.n hai apanii dushman
laakh tuufaan hai
laakh tuufaan hai aur ik kinaaraa
koii hotaa nahii.n phir sahaaraa
Duub jaaye \threedots
o rah ga_ii aarazuu_e.n nazar me.n
o tab pha.nsii apanii naiyyaa bha.nvar me.n
jab nazar aa rahaa thaa kinaaraa
koii hotaa nahii.n phir sahaaraa
Duub jaaye \threedots
%
#endindian
\endsong
|