While
on S-J,I won't be surprised if someone guesses this song as their composition.Like
CR,Shankar was very good at composing dance numbers.I am glad that a significant
number of these composers dance songs were picturised on Vyjayantimaala.
This song is picturised on yet another good dansuese,Padmini.
%
\startsong
\stitle{mere man ka baa.Nvaraa pa.nchhii}%
\film{Amardeep}%
\year{1958}%
\starring{Dev Anand,Vyjayantimaala,Padmini}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: January 24 2001
% Comments:LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%
(mere man ka baa.Nvaraa pa.nchhii
kyuu.N baar baar Dole) \-2
a.nkhiyo.n me.n aaj kisakaa
rah rah ke pyaar Dole
mere man kaa \threedots
(kisake khayaal me.n ye
nazare.n jhukii jhukii hai.n) \-2
(dekho jidhar bhii lab par
aahe.n rukii rukii hai.n) \-2
tum ho qaraar jis dil kaa \-2
vahii beqaraar Dole
mere man kaa \threedots
(dil ko lagan hai usakii
miiThii nazar hai jisakii) \-2
(ham paas hai.n tumhaare
phir dil me.n yaad hai kisakii) \-2
tum jo nazar milaao \-2
dil me.n bahaar Dole
mere man kaa \threedots
(kab se kha.De hue hai.n
kah do to lauT jaae.n) \-2
(tumhe.n duur hii se dekhe.n
har Giz na paas aaye) \-2
aa.Nkho.n me.n zi.ndagii bhar tak \-2
teraa intezaar Dole
mere man kaa \threedots
%
#endindian
\endsong
%
|