.
%
\startsong
\stitle{mujhe bhii maut kaa paiGaam}%
\film{Luteraa}%
\year{1955}%
\starring{Nasir Khan, Jabeen}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajendra Krishan}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: January 28,2001
% Comments: LATAnjali, need correction in prelude
%
\printtitle
#indian
nazar ke saamane jab luT gayaa jahaa.N meraa
koii bataaye ke kaun aaye.n(?) ab kahaa.N meraa
mujhe bhii maut kaa paiGaam aa jaaye to achchhaa ho \-2
hameshaa ke liye aaraam aa jaaye to achhaa ho
tumhaare saath jiine kii tamannaa kii huii ruKsat \-2
agar ab zi.ndagii kii shaam aa jaaye to achhaa ho
mujhe bhii maut \threedots
mubaarak ho tujhe vo ab khushii ke jaam ai duniyaa \-2
yahaa.N to zahar kaa ik jaam aa jaaye to achhaa ho \-2
mujhe bhii maut \threedots
%
#endindian
\endsong
%
|