LATAnjali - 137

TuuTe hue aramaano.n kii ek duniyaa
(Lahore, 1949)

Posted by: Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

February 27 2001

.

%
\startsong
\stitle{TuuTe hue aramaano.n kii ek duniyaa}%
\film{Lahore}%
\year{1949}%
\starring{Karan Divan,Nargis}%
\singer{Lata}%
\music{Shyam Sundar}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: February 27 2001
% Credits:
% Comments: LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

TuuTe hue aramaano.n kii ek duniyaa basaaye \-2
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye \-2
TuuTe hue aramaa.N

tuu duur hai nazaro.n se \-2
khushii duur hai dil se \-2
tuu aaye to phir merii khushii lauT ke aaye
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye
Tuute hue aramaa.n \threedots

is Dar se ke duniyaa kahii.n majabuur na kar de
majabuur na karade
palako.n pe larazate hue aa.Nsuu na bahaaye
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye
Tuute hue aramaa.n \threedots

ik qaid hai Gam kii
ik qaid hai Gam kii ye judaaii kaa zamaanaa
judaaii kaa zamaanaa
aajaa ke ye Gam mujhase kahii.n jiit na jaaye
baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye
Tuute hue aramaa.n \threedots

%
#endindian
\endsong
%