The
way she says "ruuThaa" can only be heard to be believed.
%
\startsong
\stitle{ruuThaa huaa cha.ndaa hai}%
\film{Aaraam}%
\year{1951}%
\starring{Dev Anand,Madhubala}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Prem Dhavan}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: March 2 2001
% Credits:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
ruuThaa huaa cha.ndaa hai ruuThii huii chaa.Ndanii \-2
tum hii kaho kaun manaaye jii
ruuThaa huaa kaanhaa hai ruuThii huii baa.Nsurii \-2
kaise koii giit sunaaye jii
ruuThaa huaa cha.ndaa hai ruuthii huii chaa.Ndanii \-2
priit ka saudaa priit se kiijiye \-2
jaisaa dil liyaa hai vaisaa dil diijiye
jii vaisaa dil diijiye
dil to kuchh aur kahe, nainaa kuch aur hii
kaise koii priit nibhaaye jii \-2
ruuThaa huaa cha.ndaa \threedots
dekho jii haT ga_ii kaarii badariyaa \-2
chamakaa hai chaa.Nd phir baajii baa.Nsuriyaa
jii baajii baa.nsuriyaa
dil se hai maan gaye, zid hai magar pyaar kii
pahale kise kaun bulaaye jii \-3
%
#endindian
\endsong
%
|