Following
up on the earlier Jamal Sen song I posted, here's another lesser-known
gem... this should ring familiar to last year's west coast meet attendees,
figuring, as it was, on the "meri beena ke sur saat re" commemorative.
Songs like this seem
to validate the ascendancy of Jamal Sen in the pantheon of the golden era's
greatest composers ever. An absolute marvel of a tune... the tentative
yet longing signoff to the mukhadaa "mera bachapan pukaarataa.." is magical,
truly.
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{palakan kii paalakii, aa.Nsuu sa.Nvaarataa}%
\film{patit paavan}%
\year{1955}%
\starring{sulochana, sapru}%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{jamal sen}%
\lyrics{bharat vyas}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Mar 18 2001
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
#alaapi#
saavan biite aas me.n, biite ka_ii basa.nt
o~o patharaaye pyaase nayan pal pal herat pa.nth
palakan kii paalakii, aa.Nsuu sa.Nvaarataa
bachapan ke saathii tujhako bachapan pukaarataa
meraa bachapan pukaarataa
TuuTii praano.n kii Dorii \-2
cha.ndaa se duur chakorii
saavan aur bhaado banake
barase do a.nkhiyaa.N morii
TuuTe taaro.n ko manavaa pal pal jhanakaarataa
bachapan ke saathii tujhako bachapan pukaarataa
meraa bachapan pukaarataa
jalatii jiivan ki nishaanii \-2
Dhalatii hai saa.Njh suhaanii
jal jal ke hii palatii hai
birahan ki priit puraanii
chhup chhup jab chaa.Ndanii ko cha.ndaa dulaarataa
bachapan ke saathii tujhako bachapan pukaarataa
meraa bachapan pukaarataa
palakan kii paalakii, aa.Nsuu sa.Nvaarataa
bachapan ke saathii tujhako bachapan pukaarataa
meraa bachapan pukaarataa
meraa bachapan pukaarataa
meraa bachapan pukaarataa
%
#endindian
\endsong
%
|