Lata
& Rafi sing in perfect harmony just like the other duet in the movie"taaron
kii zubaan par hai muhabbaat ki kahani".Three Lata solos,and one each by
Asha,Chitalkar and Rafi round off this great soundtrack. I wish CR used
Rafi more often..
\startsong
\stitle{bhuul jaaye.n saare Gam}%
\film{Nausherwan-e-Adil(Farz aur mohabbat)}%
\year{1957}
\starring{Sohrab Modi,Raaj Kumar,Mala Sinha}%
\singer{Lata,Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Parvez Shamsi}%
%
% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:17 Mar 2001
% Credits:
% Editor:
% Comments:LATAnjali
\printtitle
#indian
La:
bhuul jaaye.n saare Gam, Duub jaaye.n pyaar me.n
La,Ra:
baj rahii hai dhun yahii, raat ke sitaar me.n
bhuul jaaye.n saare Gam
Ra:
ha.Ns rahe hai phuul jo, gaa rahaa hai gulasitaa.N
La:
gaa rahaa hai gul jahaa.N, gaa rahaa hai aasamaa.n
Ra:
tuu hi tuu kii hai sadaa \-2
laakh me.n hazaar me.n
La,Ra:
bhuul jaaye.n saare Gam \threedots
La:
sharm se jo hai Darii, aa nahii.n rahii ha.Nsii
Ra:
bekhudii me.n bekhudii, kar rahii hai gudagudii
La:
ham rahe qaraar me.n \-2
dil na hai qaraar me.n
La,Ra:
bhuul jaaye.n saare Gam \threedots
Ra:
ishq me.n zarar hai, kuch hame.n Katar nahii.n
La,Ra:
ishq me.n zarar hai, kuch hame.n Katar nahii.n
La:
bijaliyo.n se Dar nahii.n \-2
Both:
jal bhii jaaye.n aashiyaa.N \-2
aa magar bahaar me.n
La,Ra:
bhuul jaaye.n saare Gam
%
#endindian
\
endsong
%
|