LATAnjali - 147

unake bulaave pe Dole meraa dil
(Nau Bahaar, 1952)

Posted by: Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

March 17 2001

.

%
 \startsong
\stitle{unake bulaave pe Dole meraa dil}%
\film{Naubahaar}%
\year{1952}%
\starring{Ashok Kumar,Nalini Jayawant}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Shailendra?}%
%
% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date: 17 Mar 2001
% Credits:
% Comments:LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

unake bulaave pe Dole meraa dil
jaauu.N to mushkil, na jaau.n to mushakil \-2
man me.n hai mere sau sau batiyaa.N \-2 
boluu.N to mushakil bhulaauu.N to mushakil
unake bulaave pe \threedots

bachapan javaanii jo milane lage hai.n \-2
mausam binaa phuul khilane lage, phuul khilane lage hai.n
chhe.Dii kisii ne mere man kii biinaa \-2
gaauu.N to mushakil, na gaauu.N to mushakil
unake bulaave pe \threedots

(jab se vo naino.n me.n aaye
mere sapane naye ra.ng laaye, naye ra.ng laaye) \-2
naazo.n ke paale hai mere sapane \-2
dekhuu.N to mushakil, dikhaauu.N to mushakil
unake bulaave pe \threedots

#song overlapped by dialogue
ulajhii hai kaa.NTo.n me.n haaye chunariyaa
ulajhii hai haay raam merii chunariyaa
chho.Duu.N to mushakil, chhu.Daauu.N to mushakil
unake bulaave pe \threedots

%
#endindian
\endsong