The
soundtrack of NASTIK is readily available on CD with NADIYA KE PAAR. Music
is by Chitalkar Ramchandra. All the Lata songs in this movie display the
magic that is typical of their work together.
%
\startsong
\stitle{tere phuulo.n se bhii pyaar}%
\film{Nastik}%
\year{1954}%
\starring{Nalini Jaywant, Ajit}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Kavi Pradeep}%
%
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: 27 March 2001
% Credits:
% Comments:LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%
amR^it aur zahar dono.n hai.n saagar me.n ek saath
ma.nthan kaa adhikaar hai sab ko phal prabhuu tere haath
tere phuulo.n se bhii pyaar
tere kaa.NTo.n se bhii pyaar
jo bhii denaa chaahe de de karataar
duniyaa ke taaraNahaar \-2
tere phuulo.n se bhii pyaar
tere kaa.NTo.n se bhii pyaar
jo bhii denaa chaahe de de karataar
duniyaa ke taaraNahaar
( chaahe sukh de yaa dukh
chaahe Kushii de yaa Gam ) \-2
maalik jaise bhii rakhegaa
vaise rah le.nge ham
maalik rah le.nge ham
chaahe ha.Nsii bharaa sa.nsaar
de yaa aa.Nsuuo.n kii dhaar
jo bhii denaa chaahe de de karataar
duniyaa ke taaraNahaar \-2
tere phuulo.n se bhii pyaar \threedots
( hamako dono.n hai.n pasa.nd
terii dhuup aur chhaa.Nv ) \-2
daataa kisii bhii dishaa me.n
le chal zindagii kii naav \-2
chaahe hame.n lagaa de paar
Duubaa de chaahe hame.n majadhaar
jo bhii denaa chaahe de de karataar
duniyaa ke taaraNahaar \-2
tere phuulo.n se bhii pyaar \threedots
%
#endindian
\endsong
%
|