LATAnjali - 154

kahuu.N kaase mai.n man kii baat
(Subah Ka Taara, 1954)

Posted by: Neha Desai
Contributed by: Neha Desai

March 28 2001

SUBAH KA TAARA is one of the four C. Ramchandra and RajKamal Kalamandir collaborations. Out of 21 productions of Rajkamal, I think CR has composed music for PARCHHAIN, SUBAH KA TAARA, NAVRANG and STREE. Most of the others had music by Vasant Desai. The movie stars Pradeep Kumar and Jayshree. It also introduces Shantaram's daughter Rajshree as a child artiste. The movie boasts of Lata's only stammering song that goes 'haklo ka suno afsaanaa'. The title song is a popular Lata+Talat duet 'gaya andhera hua ujala' and there is also a nice well known Talat solo 'apni nakaami se mujhko kaam hai'.



%
\startsong
\stitle{kahuu.N kaase mai.n man kii baat}%
\film{Subah Ka Taara}%
\year{1954}%
\starring{Pradeep Kumar, Jayshree}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%
%
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: 28 March 2001
% Credits:
% Comments:LATAnjali
%
\printtitle
#indian
%

aa~~aa~~aa~aa~
kahuu.N kaase mai.n

( kahuu.N kaase mai.n man kii baat
  jiyaravaa haale Dole ho ) \-2
ta.Dap siine me.n dil pe haath
jiyaravaa haale Dole  ho

aaa~~~aaa~~~aa~aa~

( khushii bhii ho rahii hai
  aa.Nkh bhii sharamaayii jaatii hai ) \-2
( kahe kaise koii ye dil kii lagii
  nahii.n batalaayii jaatii hai ) \-2
nahii.n batalaayii jaatii hai
ye nahii.n batalaayii jaatii hai
merii tamannaa hai mere saath
jiyarava haale Dole  ho

kahuu.N kaase mai.n \threedots

( basatii hai naino.n kii galiyaa.N
  hai.n ab jiivan me.n ra.ngaraliyaa.N ) \-2
( jhuum jhuum jhuum ke aayii bahaare.n
  kaise khilii hai.n ye kaliiyaa.N ) \-2
hai.n ab jivan me.n ra.ngaraliyaa.N
din sunahare suhaanii hai raat
jiyaravaa haale Dole  ho

kahuu.N kaase mai.n \threedots

%
#endindian
\endsong
%