LATAnjali - 159

kab biit gayii jiivan kii subah
(Madmast, 1953)

Posted by: Hrishi Dixit
Contributed by: Hrishi Dixit

April 06 2001

Yet another stellar track from the West Coast 2000 commemorative. Can someone who has heard the song identify the raag? A deeply melodious, classically oriented, plaintive tune - slow and deliberate, drawing out the sorrow in each line. Absolutely beautiful..


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{kab biit gayii jiivan kii subah}%
\film{madmast}%
\year{1953}%
\starring{nirupa roy, shashikala, sapru}%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{v balsara}%
\lyrics{madhuraj}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: 6 Apr 2001
% Credits:
% Editor:
% Comments: Latanjali series
%
\printtitle
#indian
%

kab biit gayii jiivan kii subah
ye jaan na mai.n to paa_ii re
bujh gaye diip aashaa_o.n ke
ye kaisii aa.Ndhii aa_ii re \-2
kab biit gayii

duniyaa ne meraa duniyaa me.n
sukh chain hai mujhase chhiin liyaa \-2
qismat ne khushii kii kaliyo.n ko
hai man upavan se biin liyaa \-2
ab kisako pukaaruu.N sunataa nahii.n
dukhiyaa kii koii duhaa_ii re \-2
kab biit gayii

jab laakho.n the sunanevaale
tab kahane ko thii baat nahii.n \-2
ab laakho.n baate.n kahanii hai
aur sunanevaalaa saath nahii.n \-2
mai.n puuchhuu.N kise jaakar ke prabhuu \-2
ye kisane aag lagaa_ii re \-2
kab biit gayii

%
#endindian
\endsong
%