LATAnjali - 172
(Kaafila, 1952) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
1 June,2001
Another charming Lata,Kishore duet from the early 50's.
% \startsong \stitle{laharo.n se puuch lo}% \film{Kaafila}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar,Nalini Jayawant}% \singer{Lata,Kishore}% \music{Husnlal Bhagatram}% \lyrics{Brajendra Gaud}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:1 June,2001 % Comments:LATAnjali % lata:(laharo.n se puuch lo)\-2 (yaa kinaaro.n se puuch lo)\-2 (phir bhii yakiin na ho to)\-2 sitaaro.n se puuch lo (laharo.n se puuch lo)\-2 kk:ulfat kii umango.n kaa chhoTaa saa kaafilaa chhoTaa saa kaafilaa dha.Dakan kii raah chalake, is dil se jaa milaa is dil se jaa milaa lata:(phuulo.n kii javaanii ke ubhaaro.n se puuch lo)\-2 (sharamaaye agar phuul to)\-2 haaro.n se puuch lo laharo.n se puuch lo \threedots kk:hasrat hamaarii ek hai,armaaa.n ek hai ajii aramaa.n ek hai yuuN ham judaa judaa hai.n magar jaan ek hai magar jaan ek hai lata:(gulshan kii bahaaro.n se,nazaaro.n se puuch lo)\-2 (jhuktii huii nazar ke)\-2 ishaaro.n se puuch lo laharo.n se puuch lo \threedots % #endindian \endsong % |