LATAnjali - 180
(Char Dil Char Rahen, 1959) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
Aug 4, 2001
The first antara is missing in the HMV release but is available in the video.
% \startsong \stitle{intazaar aur abhii}% \film{Char Dil Char Rahen}% \year{1959}% \starring{Raj Kapoor,Meena Kumari,Shammi Kapoor,Nimmi}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Sahir}% % %Contributor:Srinivas Ganti %Transliterator:Srinivas Ganti %Date:4 August,2001 \printtitle #indian % jab mai.n kahatii huu.N,ke ek roz huzuur aae.nge to dil ye kahataa hai,kii ek din to zaruur aae.nge intazaar aur abhii,aur abhii,aur abhii \-2 intazaar aur saa.njh kii laali,sulag sulag kar banagaii kaalii dhuul aaye naa baalam bedardii,mai.n chunatii rahagaii phuul intazaar aur abhii,aur abhii,aur abhii \-2 intazaar aur rain bhaii,vo ? a.Nkhiyaa.n me.n chubane laage taare des me.n mai.n pardes na ho gaii,jab se piyaa tihaare jab se piyaa tihaare intazaar aur abhii,aur abhii,aur abhii \-2 intazaar aur bhor bhaii,par koii naa aayaa,suunii sej basaane taare duube,diipak bujh gaye \-2 raakh hue paravaane intazaar aur abhii,aur abhii,aur abhii \-2 intazaar aur % #endindian \endsong % |