LATAnjali - 181
(Taraana, 1951) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
Aug 18, 2001
The first antara is missing in the HMV release but is available in the video.
% \startsong \stitle{vo din kahaa.N gaye bataa}% \film{Taraana}% \year{1951}% \starring{Dilip Kumar, Madhubala}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{D.N Madhok}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:18 August, 2001 % Comments:LATAnjali % kyaa khabar thii ke muhabbat me.n ye din aate hai.n jise ham apanaa banaate hai.n, vo ta.Dapaate hai.n vo din kahaa.N gaye bataa\-2 jab is nazar me.n pyaar thaa, pyaar thaa vo din kahaa.N gaye bataa mai.n ne to kuchh kahaa nahii.n jo yuu.N nigaahe.n pheer lii mai.n ne to kuchh kahaa nahii.n vo raat yaad hai yahii, kissaa huaa thaa pyaar kaa vo din kahaa.N gaye bataa (aa.Nkho.n me.n nii.nd thii magar soye nahii.n the raat bhar)\-2 dil ko lagaa huaa thaa Dar shaam saveraa ho gayaa vo din kahaa.N gaye bataa % #endindian \endsong % |