LATAnjali - 187

allaah bhii hai mallaah bhii hai
(Maan, 1954)

Posted by:  Neha Desai
Contributed by: Neha Desai

Sep 28, 2001

On Lataji's 72nd Birthday, here is my contribution to the LATAnjali series, with all my best wishes to The Lady whose voice brightens up many moments in thelives of many people. May God bless her with a long and healthy life.

This wonderful Lata song, is from MAAN, a Anil Biswas gem. It was on this year's Denver meet excellent commemorative on the maestro and his compositions.


%
\startsong
\stitle{ keh do ke muhabbat se naa Takaraaye zamaanaa}%
\film{Maan}%
\year{1954}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Qaif Bhopali }%
%
% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai
% Date: 28 September, 2001
% Comments:
%

ye pahaa.D ro.nd Daale ke zamiin siip Daale
na dabe naa dab sake.nge kabhii pyaar karanewaale

keh do
keh do ke muhabbat se naa Takaraaye zamaanaa
keh do ke muhabbat se naa Takaraaye zamaanaa
aasaan nahii.n pyaar ke diipak ko bujhaanaa
keh do
keh do ke muhabbat se naa Takaraaye zamaanaa
keh do

aakaash se Takaraayegii fariyaad kisiikii
aakaash se Takaraayegii fariyaad kisiikii
hil jaayegaa sa.nsaar
hil jaayegaa sa.nsaar zamii.N kaa.Np uThegii
suuraj ko milegaa naa sitaaro.n ko Thikaana
keh do
keh do ke mohabbat se naa Takaraaye zamaanaa
keh do

aaho.n me.n wo shole.n hai.n ke chhup jaaye.n hawaae.n
aaho.n me.n wo shole.n hai.n ke chhup jaaye.n hawaae.n
jal jaaye jhulas jaaye sulas(?not sure) jaaye.n ghaTaae.n
u.D jaaye.n dhuaa.N banake zamaane kaa zamaanaa
keh do
keh do ke muhabbat se naa Takaraaye zamaanaa
keh do

ham sar se kafan baa.Ndh ke aaye.n hai muqaabil
haatho.n pe liye jaan to Thokar me.n liye dil
haatho.n pe liye jaan to Thokar me.n liye dil
ai maut kisii aur ko marane se Daraanaa
keh do
keh do ke muhabbat se naa Takaraaye zamaanaa
keh do

%
#endindian
\endsong
%