LATAnjali - 193
(Sanskaar, 1958) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
Jan 13, 2002
My last three posts, wrapped up the songs from Sanskaar.The fourth Lata song "do naino.n ne jaal bichaayaa" has been posted long back. I had earlier posted 2 songs of Sahara. Here are a couple more.
\startsong \stitle{a.ndho.n pe dayaa karanaa daataa}% \film{Sahaara}% \year{1958}% \starring{Meena Kumari, Raajan}% \singer{Lata}% \music{Hemant Kumar}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Credits: % Editor: % Date:12 Januray, 2002 % Commnets:LATAnjali series \printtitle #indian % a.ndho.n pe dayaa karanaa daataa apanii aa.Nkho.N kii tumako qasam is jhoolii ko bharanaa daata apanii aa.Nkho.N kii tumako qasam (chin jaatii hai jinakii ye jyotii rah jaate hai.n thokar khaane ko)\-2 luT jaatii hai unakii sab khushiyaa.N (Gam rahataa hai dil bahalaane ko)\-2 a.ndho.n pe dayaa karanaa daataa \threedots (hamase naa churaao yuu.N aa.Nkhe.n is dharatii kii hii santaan hai ham)\-2 mohataaj sahii laachaar sahii (phir bhii to arey inasaan hai ham)\-2 a.ndho.n pe dayaa karanaa daataa \threedots (ai maalik tuu apanii duniyaa me.n kisii bande ko yuu.N majabuur na kar)\-2 dene ko to de de har dukha.Daa ye aa.Nkhe.n magar benuur na kar a.ndho.n pe dayaa karanaa daataa \threedots % #endindian \endsong |