LATAnjali - 208

koii maane na maane magar jaaneman
(Char Dil Char Rahen, 1959)

Posted by:  Arunabha Roy
Contributed by: Arunabha Roy

April 4, 2002

Here's a two-part mujra by Lata from Anil Biswas' grand "Char Dil Char Rahen". Immense thanks to Srinivas for locating the video for this film. Only the Mahendra Kapoor - Meena Kapoor (I think) duet "Oh Johnny Oh Stella" appears to be untraceable, absent from the video print.

The care with which the present song has been crafted is evident in its overall design, appropriate and tasteful orchestration, and details such as the occasional recitation of lines for effect. Lata's artful execution of "maane" in a haunting, almost impossible cascade of notes (in the first line) is rivetting.


%
\startsong
\stitle{koii maane na maane magar jaaneman}%
\film{Char Dil Char Rahen}%
\year{1959}%
\starring{Raj Kapoor, Meena Kumari, Shammi Kapoor, Nimmi, Kumkum, Ajit
}%
\singer{Lata Mangeshkar}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Sahir}%
%
% Contributor: Arunabha Roy
% Transliterator:
% Date: 4 April 2002
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%

% Part 1

koii maane na maane
koii maane na maane, magar, jaaneman
kuchh tumhe.n chaahiye kuchh hame.n chaahiye \-2
koii maane na maane magar jaaneman -
kuchh tumhe.n chaahiye kuchh hame.n chaahiye
kuchh tumhe.n chaahiye

tumako - naGamo.n kii a.nga.Daa_iyaa.N chaahiye
hamako sikko.n kii parachhaa_iyaa.N chaahiye \-2
tumako raate.n bitaane kaa fan chaahiye
hamako din kaaTane kaa jatan chaahiye
tumako tan chaahiye - hamako jaa.N chaahiye
kuchh na kuchh sab ko ai meharabaa.N chaahiye \-2
koii maane \threedots

dil vaale hai.n ka_ii to ka_ii jaan vaale hai.n
kahate hai.n marataa huu.N jaan detaa huu.N
e jii pahachaanate hai.n sab ko jo pahachaan waale hain
ye dharm vaale aur vo iimaan vaale hain
sab ek ghaaT ek hii aramaan vaale hai.n
vaa.N haq hai aa.Nsuu aur ba.De chaal vaale hai.n (??)
e jii ham husn bechate hai.n ke duukaan vaale hai.n
koii maane na maane \threedots

% Part 2

koii dil koii chaah se majabuur hai
jo bhii hai wo zaruurat se majabuur hai
koii maane na maane magar jaaneman \threedots

chhupate sab se ho kyo.n - saamane aao jii
ham tumhaare hai.n hamase na sharmaao jii \-2
ye na samajho ke hamako Kabar kuchh nahii.n - ye naa samajho
sab idhar hii idhar hai udhar kuchh nahii.n - ye naa samajho
tum bhii bechain ho, ham bhii betaab hai.n
jab se aa.Nkhe.n milii.n dono.n beKaab hai.n \-2
koii maane na maane \threedots

ishq aur mushq chhupate nahii.n hai.n kabhii
is haqiiqat se vaaqif hai.n ham tum sabhii
ke apane dil kii lagii ko chhupaate ho kyo.n \-2
ye mohabbat kii gha.Diyaa.N ga.Nvaate ho kyo.n \-2
pyaas bujhatii nahii.n hai nazaare binaa
umr kaTatii nahii.n hai sahaare binaa \-2
koii maane na maane \threedots

%
#endindian
\endsong
%