LATAnjali - 214

tuu ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr
(Do Phool, 1958)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

Jul 29, 2002



%
\startsong
\stitle{ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n}%
\film{Do Phool}%
\year{1958}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\lyrics{Hasrat Jaipuri ?}%
\music{Vasant Desai}%
%
%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
%Credits:
%
\printtitle
#indian
%
(ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n)\-2
milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n
ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n

(bahaar aaii khile phuul ham to ye samajhe)\-2
kisii ne aag lagaa_ii hai ashiyaane me.n
milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n
ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n

kisii se kuchh na kahaa
kisii se kuchh na kahaa, apane dil se baate.n kii
ham aap jal gaye dil kaa diyaa jalaane me.n
milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n
ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n

(bhagavaan)\-4
(hamaare sabr kaa bhagavaan imtehaan na le)\-2
kahii.n ye dam na nikal jaaye ? me.n
milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n
ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n
%
#endindian
\endsong
%