LATAnjali - 215

qismat kaa nahii.n dosh baa.Nvare
(Sajni, 1956)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

Jul 31, 2002

I had posted the lyrics of two songs from Sajni earlier this year. I will be
posting some more from this movie and Ratnaghar as a tribute to the genius
composer Sudhir Phadke.

His duets with Lata are a treat to the listener. "Man me.n mere angaare hain" (Malti Madhav) and this one from Sajni demonstrate his rapport with Lata.The mukhada and the antaras starts with Sudhir Phadke singing the beginning lines and then Lata joins him.


%
\startsong
\stitle{qismat kaa nahii.n dosh baa.Nvare}%
\film{Sajni}%
\year{1956}%
\starring{Anup Kumar, Sulochana}%
\singer{Sudhir Phadke, Lata}%
\music{Sudhir Phadke}%
\lyrics{Narendra Sharma}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:31 July, 2002
% Credits:UV Ravindra
%
su: qisamat kaa nahii.n dosh baavare \threedots aa aa aa \threedots
do: qisamat kaa nahii.n dosh baavare, dosh nahii.n bhagavaan kaa
dukh denaa i.nsaan ko jag me.n kaam rahaa i.nsaan kaa
qisamat kaa nahii.n dosh, baavare \threedots

su: sukh kii nii.nd na so paayegaa, jaag o paapii jaag re
kisakii phulavaarii me.n lagaa dii, naahaq tuune aag re
jagamag jalane diyaa na jag me.n diip kisii ke praaN kaa
do: dukh denaa i.nsaan ko jag me.n kaam rahaa i.nsaan kaa
qisamat kaa nahii.n dosh baavare

su: isake ras ko viSh kar Daalaa \threedots aa aa aa
isake ras ko viSh kar Daalaa, diyaa use dukh kaa viSh\-pyaalaa
ik din tujhako bhii Das legii tere paapo.n kii viShajvaalaa
sholaa bha.Dak uThegaa ik din tere soye GYaan kaa
do: dukh denaa i.nsaan ko jag me.n kaam rahaa i.nsaan kaa
qisamat kaa nahii.n dosh baavare

%
#endindian
\endsong
%