LATAnjali - 216
(Sajni, 1956) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
Aug 1, 2002
Here's a mind-blowing song composed by Sudhir Phadke. This is one of my favourite Lata solos from the movie, the other being "raat andhiyaari hai, maat dukhiyaari hai, sukh se tuu so mere praan, mere maan, mere rain ke vihaar".I had posted its lyrics earlier this year.
% \startsong \stitle{jaa re cha.ndr, jaa re cha.ndr, aur kahii.n jaa re}% \film{Sajni}% \year{1956}% \starring{Anup Kumar, Sulochana}% \singer{Lata}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Narendra Sharma}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti %Credits:Arunabha Roy % Date:1 August, 2002 % Comments: % (jaa re cha.ndr, jaa re cha.ndr aur kahii.n jaa re)\-2 gokul se kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare jaa re cha.ndr jaa re bR^indaavan suunaa hai suunaa man meraa vighanaa kuchh aisii kar kal na ho saveraa jharate nayan, bharate nayan, Duub rahe taare gokul se kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare jaa re cha.ndr jaa re nayan niir man me.n pii.D itanii sii kahaanii hai ye priit, priit sakhii, pahale kyuun na jaanii kal kii sun kal na pa.De vikal man pukaare gokul ke kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare jaa re cha.ndr jaa re praaN hare taal(?) pa.De muralii dhun aalii mohan man naam sakhii mohan vanamaalii kaise rahe praaN jab rahe na praaN pyaare gokul ke kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare jaa re cha.ndr jaa re % #endindian \endsong % |