LATAnjali - 219
(Prem Parbat, 1973) |
Posted by:
Devendra Sharma
Contributed by:
Devendra Sharma
Sep 2, 2002
Here is another beautiful song by Lata composed by Jaidev.As I remember the lyricist is Padma Sachdev. This one is not heared as much as the famous "Ye dil aur unaki nigaaho.n ke ssaye" (corrections/additions and other details are welcome)
% \startsong \stitle{ye neer kaha.n se barase}% \film{Prem Parbat}% \year{1973}% \starring{Satish Kaul, Rehana Sultan, Nana Palsikar}% \singer{Lata Mangeshkar}% \music{Jaidev}% \lyrics{Padma Sachdev}% % % Contributor: Devendra Sharma (devmbox@yahoo.com) % Transliterator: Devendra Sharma % Cradits: Abhay Phadnis % Comments: LATAnjali % Date: 2 September, 2002 % Editor: % \printtitle #indian % ye niir kahaa.n se barase hai ye badarii kahaa.n se aaii hai gahare\-gahare naale gaharaa paanii re \- 2 gahare man kii chaah anajaanii re jag kii bhuul\-bhulaiyaa me.n ye umra koi bauraaii hai ye badarii kahaa.n se aaii hai chii.Do.n ke sa.ng aahe.n bhar lii.n aag chanaar kii maa.ng me.n dhar lii bujh naa paaye re \- 2 bujh naa paaye re raat me.n bhii jo aisii lagan lagaaii hai ye badarii kahaa.n se aaii hai pa.nchhii pagale kahaa.N ghar teraa re bhuul na jaiyo apanaa baseraa re bhuul na jaiyo tuu apanaa baseraa re koyal bhuul ga_ii jo ghar \-2 wo lauT ke phir kab aa_ii hai % #endindian \endsong % |