LATAnjali - 22:  tumhe.n baa.ndhane ke liye ....

Posted by: Neha Desai
Contributed by: Neha Desai

07/22/98

RMIM Thread


Since Anil isnt going to be around for some time, I thought I would continue posting lyrics of some Lata songs that I absolutely love and wish to contribute to the ISB. 

I have no idea about the pstats of this movie and would love to know. Seems to be from the 50s going by Lata's voice. The song carries excellent flute pieces, piano notes and tabla. I couldnt catch a couple of words and would appreciate if anyone can add to the lyrics. The way the 'kya...kya?' goes is very cute!:) 
 


% ITRANS Song # 
 % 
 \startsong 
 \stitle{tumhein baandhne ke liye}% 
 \film{}% 
 \starring{}% 
 \singer{Lata Mangeshkar}% 
 \music{}% 
 \lyrics{}% 
 % 
 % Contributor: Neha Desai (nehadesai@hotmail.com) 
 % Transliterator: 
 % Date: July 22, 1998 
 % Credits: 
 % Editor: 
 % Comments: LATAnjali series 
 % 
 \printtitle 
 #indian 
 % 

 tumhe.n baa.ndhane ke liye mere paas aur kyaa hai.. 
 meraa prem hai 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 
 tumhe.n baa.ndhane ke liye mere paas aur kyaa hai.. 
 meraa prem hai 
 meraa prem hai re...meraa prem hai..
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 

 _____ kalii kii khul khul jaatii... 
 o~~~~o~~~ 
 _____ kalii kii khul khul jaatii... 
 khushabuu uD uD jaatii
 kumhalaatii phuulo.n kii maalaa 
 man ko baa.ndh na paatii... 
 kumhalaatii phuulo.n ki maalaa 
 man ko baa.ndh na paatii... 
 bulbul banake bhed bataatii.. 
 kyaa(musical pause)..kyaa? 
 tumhe.n baa.ndhane ke liye mere paas aur kyaa hai.. 
 meraa prem hai 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 

 O~~~~O~~~ho ho ho... 
 priit ke raajaa merii priit ke raajaa.. 
 priit ke raajaa merii priit ke raajaa.. 
 kaise mai.n tumako rijhaa_uu.ngii 
 kaalii kaalii ______ neelam ke jhuulese 
 nayano.n me.n tumako jhulaa_uu.ngii
 kaalii kaalii ______ neelam ke jhuulese 
 nayano.n me.n tumako jhulaa_uu.ngii 
 koyal banake geet sunaa_uu.ngii... 
 kyaa(musical pause)..kyaa? 
 tumhe.n baa.ndahne ke liye mere paas aur kyaa hai.. 
 meraa prem hai 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 

 tumhe.n baa.ndhane ke liye mere paas aur kyaa hai.. 
 meraa prem hai 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 
 meraa prem hai re...meraa prem hai.. 
 % 
 #endindian 
 \endsong