LATAnjali - 238

tumhii kaho meraa man kyuu.N rahe
(Girls School, 1949)

Posted by:  Nimish Pachapurkar
Contributed by: Nimish Pachapurkar

Nov 16, 2002

A beautiful Lata song from Anil Biswas - am I being pleonastic here?
Masterful composition considering that the lyrics have no easy meter - it is
different for each line of the stanza. So it Anilda's composition -
different for every line. A beautiful swing (or whatever) on "udaas".

I am not sure what is ujaa? in last line of second stanza. It is not "udaas"
for sure. Is "ujaat" a valid word? Meaning "ujaala"? Also the word in second
line of astaai, I hear as tuu/vo interchangeably. What is it?


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{tumhii kaho meraa man kyuu.N rahe}%
\film{Girls' School}%
\year{1949}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%
%
% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Date: Nov 16, 2002
% Comments: LATAnjali Series
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%
tumhii kaho .a .a

tumhii kaho meraa man kyuu.N rahe udaas nahii.n
tuu mere paas bhii hai phir bhii mere paas nahii.n

chaa.Ndii kii Doliiyo.n me.n baiTh ke nikalii hai.n taaro.n kii Toliiyaa.N
cha.ndaa se khel rahii hai.n vo aa.Nkh michauliiyaa.N, aa.Nkh michauliiyaa.N
machaa hai raas vahaa.N aur mai.n udaas yahaa.N
mere dil me.n hai a.ndheraa haa_e ko_ii ujaa? nahii.n
tuu mere paas bhii hai \threedots

tumhaare qadamo.n pe apanii duniyaa luTaane aayii huu.N mai.n raajaa
tumhaare dar pe kha.Dii hai merii muhabbat ho ho .a .a,
tumhaare dar pe kha.Dii hai merii muhabbat, kholo daravaazaa, kholo
daravaazaa
mere sapano.n ke sahaare tum ko merii priit pukaare
binaa tumhaare mere jiivan me.n ko_ii miThaas nahii.n
tuu mere paas bhii hai \threedots

%
#endindian
\endsong