LATAnjali - 261
(Nastik, 1954) |
Posted by:
Devendra Sharma
Contributed by:
Devendra Sharma
Jan 5, 2003
Just picked this one from indianscreen.com who got a new C. Ramachandra lot added. My all time favorite, a very good garbaa-style song with excellent chorus and sweet flute interludes. At some points chorus sings individual lines very clear and audiable(not repeted by Lata).A very festive exhilarating lyrics by Kavi Pradeep who at times picked words from local dilects, I remember him writing "rakhkha hai ye charaaG shahiido.n ne baal ke" in "hum laa{}e hai.n tuufaan se qashtii nikaal ke", the word "baal" (to light/flame) belongs to his own dilect "maaLwi" which is spoken in parts of MP ("baal" may also be there in other dilects/languages, i guess in marathi, but i am not sure)I could often find such forms/usage in his lyrics, though not many in this one. IMO CR-Pradeep here score more points than CR-Lata, :-) this one can be heared at indianscreen.com.
% \startsong \stitle{kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii}% \film{Nastik}% \year{1954}% \starring{}% \singer{Lata Mangeshkar, chorus}% \music{C. Ramachandra}% \lyrics{Kavi Pradeep}% % % Contributor: Devendra Sharma % Transliterator: % Comments: LATAnjali % Date: 5 January, 2003 % Editor: % \printtitle #indian % kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii aur gwaale bajaa{}e.n ma.njiire ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum gore\-gore haatho.n me.n ka.nganaa khanake cha.nchal paavo.n me.n dekho pai.njaniyaa chhanake Dholak dhamaak bole jhaa.njh bhii jhamaak bole dhuum machii hai jamunaa tiire ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii\threedots naa tan kaa dhyaan rahaa naa man kaa dhyaan re aaj sabhii sundariyaa.N bhuulii hai.n bhaan re sakhiyo.n ke sa.ng sa.ng Thanak rahii hai mR^ida.ng pulakit hai a.ng a.ng man me.n uchhale tara.ng jhuum jhuum kaaminiyaa aisii huii baavalii baalo.n kii laT ulajhii re ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii\threedots chhaayaa bR^i.ndaaban me.n aaj ajab ra.ng hai dharatii chakaraa rahii hai aasamaan da.ng hai kaisaa hai ye kamaal daso.n dishaa{}e.n nihaal jamunaa detii hai taal u.Dane lagii vaijamaal jhukane lagii Daal Daal tham ga{}ii pawan kii chaal baarah gho.Do.n vaalaa suuraj kaa rath bhii chalane lagaa re dhiire dhiire ho gopiyaa.N naache.n chhumak chhum kaan{}haa bajaa{}e ba.nsarii\threedots % #endindian \endsong % |