LATAnjali - 276

mohabbat ke thaane
(Patanga, 1949)

Posted by:  Virendra Rawat
Contributed by: Virendra Rawat

Feb 11, 2003


%
\startsong
%stat{vsrp2902, 1.00, 01/02/2003}%
\stitle{pyaar ke jahaan kii niraalii sarakaar hai ... mohabbat ke thaane
me.n}%
\film{Patanga}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Nigar Sultana, Yaqub, Gope, Rajendranath, Kukku}%
\singer{Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajendra Krishna}%
%
% Contributor: V S Rawat
% Transliterator:
% Comments: Latanjali Series.
%
\printtitle
#indian
%
sha \: pyaar ke jahaan kii ( niraalii sarakaar hai ) \-2
la \: pyaar ke jahaan kii ( niraalii sarakaar hai ) \-2
dono.n \: ( mohabbat ke thaane me.n ) \-2 ye dil thaanedaar hai
ye dil havaladaar hai ye dil chaukiidaar hai

dono.n \: pyaar ke jahaan kii \threedots

la \: anokhii kacherii hai ye ( anokhaa qaanuun hai ) \-3
sha \: mohabbat kii arjii kaa nayaa majamuun hai \-2
dono.n \: aa.Nkho.n kaa Daakakhaanaa ho aa.Nkho.n kaa Daakakhaanaa
nazaro.n kaa taar hai jii nazaro.n kaa taar hai
mohabbat ke thaane me.n \threedots
pyaar ke jahaan kii \threedots

la \: pyaar ke isakuul me.n ( ik hii talaash hai ) \-3
sha \: laakho.n ummiidavaar ko_ii ko_ii paas hai \-2
dono.n \: ( mushqil sabak hai ye ) \-2
par mazedaar hai jii par mazedaar hai
mohabbat ke thaane me.n \threedots
pyaar ke jahaan kii \threedots

la \: pyaar kiyaa jisane vo ( pyaar hii me.n kho gayaa ) \-3
sha \: itanaa samajh lo ke bekaar ho gayaa \-2
dono.n \: ( usake li_e to ) \-2
har din itavaar hai jii har din itavaar hai
mohabbat ke thaane me.n \threedots
pyaar ke jahaan kii \threedots
%
#endindian
\endsong