LATAnjali - 277
(Aarti, 1962) |
Posted by:
Pradip Shah
Contributed by:
Pradip Shah
15 Feb 2003
I remember having seen this nice movie, Aarti in the 90's. Majrooh's lyrics and Roshan's music to go with the Lata's beautiful (may I say, very sharp pronunciations of the Urdu words) make this Ghazal (?) a gem. I remember Meena Kumari singing this song from the stage in the movie. Here it goes:
ITRANS Song # % \startsong \stitle{bane ho ek Kaak se}% \film{Aarti}% \year{1962}% \starring{Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio On: % Contributor: Pradip Shah % Transliterator: Pradip Shah % Date: 15 Feb 2003 % Series: GEETanjali:LATAanjali % Comments: % generated using giitaayan % \printtitle #indian % bane ho ek Kaak se, to duur kyaa qariib kyaa \-(3) lahu kaa ra.ng ek hai, amiir kyaa gariib kyaa bane ho ek \threedots vo hii jaan vo hii tan, kahaa.N talaq chhupaaoge \-(2) pahan ke reshamii libaaz, tum badal na jaaoge ke ek jaat hai.n sabhii \-(2) to baat hai ajiib sii lahu kaa ra.ng ek hai \threedots gariib hai vo isa liye, tum amiir ho gaye \-(2) ke ek baadashaah huaa, to sau fakiir ho gaye khataa yaha hai samaaja kii \-(2) bhalaa buraa nasiib kyaa lahu kaa ra.ng ek hai \threedots jo ek ho to kyuu.N naa phir, dilo.n kaa dard baa.NT lo \-(2) lahu kii pyaas baa.NT lo, ruko ki dard baa.NT lo lagaa lo saba ko tum gale (2) habiib kyaa, raqiib kyaa lahu kaa ra.ng ek hai \threedots % |