LATAnjali - 298
(Ghar Ghar mein Diwali, 1955) |
Posted by:
Neha Desai
Contributed by:
Neha Desai
6 Jun, 2003
A beautiful song by Lata and the great Roshan.(sometimes I start singing this song in the tune of 'kahaan tak ye man ko andhere chhalenge').
% ITRANS Song # % \startsong \stitle{kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate}% \film{Ghar Ghar mein Diwali}% \year{1955}% \starring{Gajanan Jagirdar, Shyama, Sajjan}% \singer{Lata Mangeshkar}% \music{Roshan}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Audio on: % Contributor: Neha Desai % Transliterator: Neha Desai % Date: 6 Jun 2003 % Series: % Comments: % generated using giitaayan % \printtitle #indian % kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate bahaar aate aate milaa Gam ye kaisaa qaraar aate aate kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate bahaar aate aate milaa Gam ye kaisaa qaraar aate aate hai dil Duubaa Duubaa nazar khoyii khoyii nazar khoyii khoyii hai dil Duubaa Duubaa nazar khoyii khoyii nazar khoyii khoyii ye kyaa ra.ng laayaa hai pyaar aate aate wo jinape bharosaa kiyaa hamane wo bhii kiyaa hamane wo bhii wo jinape bharosaa kiyaa hamane wo bhii kiyaa hamane wo bhii badalane lage aitabaar aate aate taDapane de mujhako merii beqaraarii merii beqaraarii taDapane de mujhako merii beqaraarii merii beqaraarii ke aaegaa dil ko qaraar aate aate kahaa.N kho gayii hai bahaar aate aate bahaar aate aate milaa Gam ye kaisaa qaraar aate aate % #endindian \endsong |