LATAnjali - 299

naaummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n
(Sangeeta, 1950)

Posted by:  Nimish Pachapurkar
Contributed by: Nimish Pachapurkar

17 Jun, 2003


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{naaummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n}%
\film{Sangeetaa}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%
%
% Audio on:
% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Date: 17 Jun 2003
% Series: LATAnjali
% Comments:
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%

naaummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii ham pyaar kie jaate hai.n
naaummiid ho ke bhii

jin aa.Nkho.n me.n rahatii thii ek pyaar bharii mastii
un aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu hai.n barabaad huii bastii
aa.Nsuu bhii ham apane ro ro ke piye jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii \threedots

bedard zamaane ne rahane na diyaa mil ke
sab TuuT gae sapane aramaan bhare dil ke
ruuThii huii qismat se fariyaad kie jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii ham pyaar kie jaate hai.n

naaummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii ham pyaar kie jaate hai.n
naaummiid ho ke bhii

%
#endindian
\endsong