Last
post from Ziddi, for now... there is actually one more Lata-Shamshad duet
which I'll get to later, hopefully.
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{ab kaun sahaaraa hai}%
\film{ziddi (1948)}%
\starring{dev anand, kamini kaushal}%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{khemchand prakash}%
\lyrics{prem dhawan}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: October 16, 1999
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
ab kaun sahaaraa hai \-2
jab teraa sahaaraa chhuuT gayaa \-4
tum hii kyaa \threedots
tum hii kyaa ruuTh gaye
hamase to zamaanaa ruuTh gayaa \-2
taqadiir ka ronaa kyaa \-2
duniyaa se shikaayat kyaa
dil me.n \threedots
dil me.n basanevaalaa
jab dil kii hii duniyaa luuT gayaa \-2
do dil milakar bhii duur rahe
majabuur the ham majabuur rahe \-2
in haatho.n \threedots
in haatho.n me.n aakar bhii
haaye unakaa daaman chhuuT gayaa \-2
ham Gam ke aa.nsuu pii le.nge
ham do din yuu.n hii jii le.nge
ham Gam ke aa.nsuu pii le.nge
ham do din yuu.n hii jii le.nge
tum shaad \threedots
tum shaad raho aabaad
apanaa to nasiibaa phuuT gayaa \-4
ab kaun \threedots
%
#endindian
\endsong
|