LATAnjali - 84

merii biinaa ke sur saat re
(Maalkin, 1952)

Posted by:  Neha Desai
Contributed by: Neha Desai

September 28, 2000

Another one from MALKIN. This time a lovely playful duet, I think with Kishore Kumar.


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{o piyaa moraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa}%
\film{Maalkin}%
\year{1953}%
\starring{}%
\singer{Lata Mangeshkar, Kishore Kumar}%
\music{Roshan}%
\lyrics{}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit 
% Date: Sep 28, 2000 
% Credits: 
% Editor: 
% Comments: LATAnjali series 

\printtitle 
#indian 
%

lata:
o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
ye baat zaraa samajhaa denaa
ye baat zaraa samajhaa denaa

kishore:
bhaa gayaa mere dil ko vo pahale pahar
bhaa gayaa mere dil ko vo pahale pahar
mujhe dekh teraa sharamaa denaa
ye baat zaraa samajhaa denaa

lata:
o piyaa~a~a

kishore:
yaad hai jab milii thui nazar se nazar
ek sholaa uthaa kuchh idhar se udhar

lata:
pyaar kahate hai.n is ko na thii ye khabar
pyaar kahate hai.n is ko na thii ye khabar
tumhe.n aataa hai tiir chalaa denaa
ye baat zaraa samajhaa denaa
o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
o piyaa..

kishore:
tere milane se pahale na thii ye khushii
dil ko achhii na lagatii thii ye chaa.Ndanii

lata:
ek nazar se badal ke merii zi.ndagii
ek nazar se badal ke merii zi.ndagii
kahii.n dil se na mujhako bhulaa denaa
ye baat zaraa samajhaa denaa
o piyaa meraa bholaa jiyaa kaahe tuune liyaa
o piyaa..

both together:
raaz ulfat ke dil me.n chhipaaye hue
yuu.N hii chalate chale.n muskuraaye hue
hamase tum tumase ham nain lagaaye hue
yuu.N hii sa.ng sa.ng umar bitaa denaa
ye baat zaraa samajhaa denaa

%
#endindian
\endsong